Wednesday, August 29, 2018
What is Bitcoin Bitcoin Kya Hai in Urdu
What is Bitcoin Bitcoin Kya Hai in Urdu
Salam Friends! Is Post mein main apko btaounga k Bitcoin kya hai. Bitcoin ek Currency hai Jaise ki Dollar/Rupees hote hai, waise he yeh bhi ek currency hai aur aaj hum iske ke bare me janegy ki bitcoin kya hai.
- Ye Currency Kisne Banai?
Ye Currency ek Software Developer jis ka naam "Satoshi Nakamato" hai. Yeh currency unhon ne Ejaad ki hai. Is currency ko bananay ka maqsad ye tha k is ko koi idaara control nahi kare aur jo k internet pe khareed-o-farokht k liye nihaayat he kam fees pe istamaal kiya ja sake. - Bitcoin Ki Bunyaad Kya Hai?Riwaiti currency ki bunyaad Sona (Gold) ya Chaandi (Silver) hoti hai lekin bitcoin ki bunyaad Sona ya Chaandi nahi balke is ki bunyaad mathematics pe hoti hai.
- Konsi Cheez Bitcoin Ko Aam Currencies Se Mukhtalif Banati Hai?
Bitcoin electronically yani internet k zariye istamaal ki ja sakti hai. Jo cheez bitcoin ko sab currencies se mukhtalif banati hai wo ye hai k is ko koi bhi idaara "Authority" control nahi karta. - Is Currency Ko Kon Print Karta Hai?
Is currency ko koi bhi idaara rivaiti currencies ki tarah print nahi karta. Bitcoin electronically yani digitally banai jati hai. Is method ko "Mining" kaha jata hai jo k computer ki power se amal men aati hai.
Urdu Presentation by Abdullah Khan
English Presentation By WeUseCoins
Umeed hai k aapko humara ye article pasand aya hoga, aur aapko bitcoin ke bare me zaida se zaida jaane ko milega. Ager aapke koi sawal ya jawab ho toh aap humein neche diye gaye comment box me likh kar humein bata sakte hain.
If You Like This Article, Dont Forget To Share, Because Sharing is Caring. Take your time to Comment on this Post. If You Like what we are doing? Donations are welcome! Umeed hai k aapko humara ye article pasand aya hoga, aur aapko bitcoin ke bare me zaida se zaida jaane ko milega. Ager aapke koi sawal ya jawab ho toh aap humein neche diye gaye comment box me likh kar humein bata sakte hain.
Please Donate To Bitcoin Address: [[address]]
Donation of [[value]] BTC Received. Thank You.
[[error]]
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.